Showing posts with label baatein. Show all posts
Showing posts with label baatein. Show all posts

Wednesday, August 12, 2015

Mile Agar Mera Humdum To Usse Sirf Itna Keh Dena

Mile Agar Mera Humdum To Usse Sirf Itna Keh Dena,
Bina Teri Mohabbat Ke Woh Pagli Jee Nahin Sakti….!!

Saturday, May 16, 2015

Sab Khasaaro'n Ko Jama Kar Ke Ye Haasil Hua

Sab Khasaaro'n Ko Jama Kar Ke Ye Haasil hua,
Dil-e-Nadaan Ki Koi Baat Na Maanii Jaayee___!!

Wo Kar Nahi Raha Tha Meri Baat Ka Yaqeen

Wo Kar Nahi Raha Tha Meri Baat Ka Yaqeen,
Phir Yun Hua Ke Mar Ke Dikhana Parah Mujh_!!

Sunday, January 11, 2015

Meri woh baatein

 Meri woh baatein jin pe tu, hansta tha be-ikhtiyar khilkhilake...!!
Bicharne wale woh baatein kabhi yaad aaye to laut aana...!!

Saturday, January 10, 2015