Thursday, September 29, 2016

Me The Ghost: #Equality - हम सब एक है....

Me The Ghost: #Equality - हम सब एक है....: हैं कौन देश का वासी तू, और क्या तेरी जात है, हिन्दू है या मुस्लिम है तू, अरे क्या तेरी पहचान है, है क्या तू इसी दुनिया का, या अलग ही त...

Wednesday, August 12, 2015

Ye To Dil Tha Deewana Jo Tum Par Aa Gaya

Ye To Dil Tha Deewana Jo Tum Par Aa Gaya,
Warna Hum Zindgi Daaw Pe Lagaya Nahi Karte…!!

Uski Mohabbat Ka Silsila Bhi Kya Ajeeb Silsila Tha

Uski Mohabbat Ka Silsila Bhi Kya Ajeeb Silsila Tha,
Apna Bhi Nahi Banaya, Aur Kisi Ka Hone Bhi Nahi Diya…..!!

Bahut khaas the kabhi nazro mein

Bahut khaas the kabhi nazro mein kisi ke hum bhi,
Magar nazro ke takaze badalne main der kaha lagti hai...!!

Har Roz Humein Milna

Har Roz Humein Milna, Har Roz Bichadna Hai,
Main Raat Ki Parchai, Tu Subah Ka Chehra Hai…!!

Humse khelti rahi duniya taash ke patton ki tarah

Humse khelti rahi duniya taash ke patton ki tarah,
Jisne jeeta usne bhi phenka Jisne haara usne bhi phenka.